Friday, July 20, 2018

maala to kar mein fhire, jeebh fhire mukh maahi(n)...

Kabir Sahib farmaate hai ki jis abhiyaas mein maala haath mein firti rehti hai, jubaan mooh mein fhirti rehti hai aur mann daso(n) dishaon mein bhatakta firta hai, use Simran nahi kehte:

"maala to kar mein fhire, jeebh fhire mukh maahi(n).
Manuwa(n) to duie disi fhire, yeh to sumiran nahi(n)."

RadhaSoami Ji...

No comments:

Post a Comment