Sunday, January 27, 2013

Arsa hua uski zulfon mein latt nahi dekhi

Arsa hua uski zulfon mein latt nahi dekhi
Tasveer to badal li usne, magar humne uske honton mein muskaan nahi dekhi.
Kisi veerane mein chalo, baitho, do baatein to kare
Muddat hui, nazaron ne sacchi mohabbat nahi dekhi.

aur

Thakan jawab de chuki hai fir bhi kal Maa ke liye Ujjain jana hai mujhko
Humne Murjha chuke phoolon mein kabhi itni taazgi nahi dekhi.

#Romil

अर्सा हुआ उसकी जुल्फों में लट नहीं देखी
तस्वीर तो बदल ली उसने, मगर हमने उसके होंठो में मुस्कान नहीं देखी।
किसी वीराने में चलो, बैठो, दो बातें तो करें
मुद्दत हुई, नज़रों ने सच्ची मोहब्बत नहीं देखी।

और 

थकान जवाब दे चुकी है फिर भी कल माँ के लिए उज्जैन जाना है मुझको
हमने मुरझा चुके फूलों में कभी इतनी ताज़गी नहीं देखी।

#रोमिल

No comments:

Post a Comment